Mazboori kya thi unhone batai to hoti, JUDAI ki wajah kabhi sunai to hoti, APANI JAAN b tohafe me de dete UNKO, kabhi meri MAUT ki Khwahish jatai to hoti.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.