Dil ka zakhm zuban pe laya nahin kerte hum apniaankhon se aanso bahaya nahin kerte zakhm kitne gehre kyon na ho hum apne hoton se muskurahat hataya nahin kerte …
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.