Yahi to khoobsurat dosti ka naata hai, Jo bina kisi shart k jiya jata hai.. Rahe dooriyan darmiyan to parwah nahi, Dost ko har pal dil se yaad kiya jata hai..
Saari umar aankhon mein ek sapna yaad raha, Sadiyan beet gayi wo lamha yaad raha, Jaane kya baat thi us dosti mein, Saari mehfil bhool gaye wo dostana yaad raha.