Main yeh samjha tha ke door mere haath hain aur hawao ka bhi rukh mere saath hain par taqdeere jab pache ladati hain tab tadbeere kissi kam nahi aati hain maine likha tha jo dil ki kalam se fasana koi lut gaya main to khada raha ban ke dewana sayana koi lut gaya.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.