Rote Hai Woh Log Jo KISMAT se haar jaate hai... Hu ...

Shayari Wishes

By Mandy | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Rote Hai Woh Log Jo KISMAT se haar jaate hai...
Hum to Muskurakar Dushman ko Maar Jaate Hai...
Kisiki Kya Majaal Jo Humein Rula Sake...
Hum Apni Khushi Ko Sab Par Vaar Jaate Hai!!!
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares