Uljhe kal ko suljhana chahte hai hum khoye sapno ko phir dekhna chahte hai hum Pal pal jo tut gayi wo jindgi thi meri harpal us tukdo ko sametna chahte hai hum
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.