laut jaati hai duniya gam hamara dekhkar. jaise laut jaati hai lehre kinara dekhkar. tu kanda naa dena mere janaze ko. kahi zinda naa ho jao tera sahara dekhkar.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.