Aapka saath har kadam pe zaruri hai Zindagi aapke bina to adhuri hai phir bhi, hamse hi Ae janab, kyu ye duri hai Aap hai, to ye zindagi hamari puri hai
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.