Dard Uth'ta Hai Magar Aah Nahi Karte, Kaun Kehta Hai Hum Wafa Nahi Karte? Aakhir Kyun Nahi Badalti Taqdeer Hamari? Kya Aap Bhi Hamare Huq Me Duwa Nahi Karte.?
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.