Bicherte wqt us ne kha tha, Na sawal krna na jawab mile ga, Muje bhol jana qrar mily ga. Hm us muqam pr thy Imdad, Na swal kia na jwab mila, Na bhol sky na qrar mila.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.