Wo JinKa Pyar Tha Nazro Ki KaaYenaaT Kabhi Qareeb Aa K Wohi Dil Ka Qarar Loot GaYe! Kahan Kaha Se Samete Ga Wo Humein K Hum To Aayeene Ki Tarha Toot Phoot GaYe!
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.