Uneh har jagah mehsoos karte hain hum dekhte hain jab unko, to milne ki fariyaad karte hain hum, Ye ishq bhi kaisa hai unse jo unke ane par khamosh ho jate hain ham
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.