Dard de gaye sitam bhi de gaye Zakhm k saath marha ...

Shayari Wishes

By Bhavna Sharma | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Dard de gaye sitam bhi de gaye
Zakhm k saath marham bhi de gaye
2 lafzon se kar gaye wo apna mann halka
Aur hamein na rone ki kasam de gaye..
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares