Agar main kahun ki tum meri ho To ham par hansegi ...

Shayari Wishes

By aamir | Added 15 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
Agar main kahun ki tum meri ho
To ham par hansegi ye duniya saari
Teri yaad me o jaana
hamne har ek yaad bisaari
Fir bhi na jaane kyo teri nazar me
aaj bhi jhuti hai ye mohabbat hamaari
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares