Khalis mohabbat mein itna inaam paya hai, Maine apne har shair mein tera hi naam paya hai, Barso baad tujhko phir yaad aaya hoon main, Lagta hai phir koi kaam aaya hai
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.