Aaj shayad main kuch khash na likh paaya, Ek tasweer thi seene mein per saamne na aaya, Jalaa rakkhi thi chiraag andhere mann mein, Per uss mein se bhi roshani na aaya.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.