Kaise karein apne ishq ko bayaan Koi karta hi nahi ...

Shayari Wishes

By monti | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Kaise karein apne ishq ko bayaan
Koi karta hi nahi aithbaar,
Hai hume jinse mohabbt
Unko hi nahi humse pyaar.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares