Meine apna har gam khushi mein dhala hai, Mera har ...

Shayari Wishes

By monti | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Meine apna har gam khushi mein dhala hai,
Mera har ek chalan nirala hai,
Log jin hadso mein marte hai,
Mujhko unn hadso ne paala hai.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares