Kyon pyaar se tara jee bhar jata hai, Kyon ishq ka ...

Shayari Wishes

By monti | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Kyon pyaar se tara jee bhar jata hai,
Kyon ishq ka nasha jald utar jata hai,
Phale iqrar aur ab inkar,
Kyon to moosam ki tarhan badal jata hai
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares