Gam nahi wahan jahan ho fasana aapka, Khushiyan bhi dhoondhati he har pal ashiyana aapka, Aap udas na hona kabhi kyuki, Bahut achaa lagta he hame, muskurana aapka.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.