Mein teri Muntazir hon, Mujhy Muskra k mil..kab tak tujhy talaash karon,Aab aa k mil..Youn mil K Phir judai ka lamha na aa sakey,jo Darmian Mein hy sabhi kuch mita k mil.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.