Parai duniya saja rakhi hai, Sapno mein ab aitbaar ...

Shayari Wishes

By Bhavna Sharma | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Parai duniya saja rakhi hai,
Sapno mein ab aitbaar na raha,
Kehne ko to sapne apne hain,
Magar sapno ko ab humse pyaar na raha..
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares