Chahat k safar me jana asan nhi,vafa ibhana asan nhi,chain khokar puri krni padti hai shart pyr ki,jhut ka sahara lekar puri zindgi sath bitana asan nhi.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.