tujh par khatm meri har chahat hogi, fir na kisi par ye inayat hogi, kuchh is tarah karenge hum mohabbat tujhko ke na zamane ko khabar hogi na zamane ko koi shikayat hogi
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.