naino main basey ho aap hamari, apna payaar yuhin ...

Shayari Wishes

By ritu | Added 15 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
naino main basey ho aap hamari,
apna payaar yuhin aabaad rakhna.
mujhe to aadat hai aap ko yaad karne ki,
agar hichkiyan aati rahe to mujhe maaf karna
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares