Khud ko jalane ka intezaam kar liya, Humne nashe ...

Shayari Wishes

By SD | Added 15 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
Khud ko jalane ka intezaam kar liya,
Humne nashe mein aisa kaam kar liya,
Shaayad wo khush ho humaari diwangi se,
Ye soch kar apne ko jahan mein badnaam kar liyaa
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares