Ishq kamzor dil se kiya nahin ja sakta, Zeher dushman se liya nahin ja sakta, Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki, Us pyar ke bina jiya nahin ja sakta.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.