Hum taaron ki duniya me jaane k baad, Aapko har ek ...

Shayari Wishes

By Bhavna Sharma | Added 14 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Hum taaron ki duniya me jaane k baad,
Aapko har ek taare me nazar aayenge..
Tum har pal koi dua maang lena,
Aur hum har pal toot jaya karenge..
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares