Har insaan ki apni pehchaan hoti hai, Hamare sms ki apni alag shaan hoti hai.. Har kisiko karte nahi hum sms, Jisko karte hain unme hamari jaan hoti hai.. :-)
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.