Shaqsiyat ko badal dala apne hmse dur jane k liye,hmne apki berukhi ko b samhala bas apki yado me samane k liye,shayad apne isliye tham liya hath or kisika,hme 1bar phir se chod k jane k liye.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.