Arzu nhi ab us kandhe ki jisne hme rulaya h,apne sapne dikha k der rat tak jagaya h,chahat ne unki hme itna sataya h,k raste hmare milege kisidin dil ki hr dhadkan ne kehkr hme manaya h.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.