Dost se milkar dost har gam bhula deta hai pyar se milkar wohi us dost ko rula deta hai kasur dost ka nahi pyar ka hai pyar aksar dosti bhula deta hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.