Teri Judai mein Dil Beqarar na karu, Tu Hukum Kar ...

Shayari Wishes

By Pappu | Added 15 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
Teri Judai mein Dil Beqarar na karu,
Tu Hukum Kar Tera Intazaar Na Karu,
Bewafai Karni Hai Toh Is Kadar kar Ke,
Tere Baad Kisi Par Aitbaar Na Karu.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares