socha na tha aisa yaar milega, ek mudat ke bad itn ...

Shayari Wishes

By vj | Added 15 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
socha na tha aisa yaar milega,
ek mudat ke bad itna pyar milega,
Hum to ruswa ho chuke they duniya se,
umid nahi thi aap jaisa dildar milega.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares