Sachchai kat nahin sakti kabhi talwaron se, Jazbat ...

Shayari Wishes

By vj | Added 15 Years Ago, Updated 12 Years Ago, 0 shares
Sachchai kat nahin sakti kabhi talwaron se,
Jazbat chhup nahin sakte kabhi deewaron se,
Koi mita nahin paya mohabbat kabhi kisi ki,
Yeh to shola hai jo nikalta hai angaaron se…
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares