Gamon k bina zindgi adhuri hai, E musafir fir bhi tera jeena zaruri hai.. Mat ho apni dosti se khafa, Kyuki teri zindgi k bin ek aur zindgi adhuri hai..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.