Tharo dosti me mai deewana ho gaya, Tanno Apno banata-banata begana ho gaya, Pukar liyo bas ek bar pyar se mere dost, Delhi me Kutto ki aawaz sune jamana ho gaya
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.