Dosti ka tohfa har kisi ko nahi milta,] Ye wo phool hai jo har bag me nahi khilta, Is phool ko kabhi murjhane mat dena. Kyoki murjha hua phool fir nahi khilta.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.