Har rat ki tanhai me aapki aawaz suna karte hai, Chand taro se aapka jikr kiya karte hai, Mat aawo hamare khyabo me, Ham bhoot – prêt ke sapne se bahut dara karte hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.