Ishq to jindagi ka ek afsana hai, Ishq ka aapna hi ek tarana hai, Pata hai sabko milenge sirf aansu, Par na jane duniya me har koi kyu ishq ka deewana hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.