Majak me wo uhi ruth gage, Sare arman mere tut gaye, Nafrat ka dhong unhone aisa dikhaya ki, Wo pathar banker jine lage our, Ham shisha banker tut gaye.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.