Kabhi khatam na ho teri khushi ka khajana. Duniya bhul na paye tera muskurana, Tum jaha bhi jao meri duwaye teri sath jaye, Khuda kare tu har waqt muskuraye..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.