Kabhi hum pe wo jaan diya karti thee, jo hum kahte thye maan liya karti thee. Ab pass se anjaan bankar gujar jaati hai, jo door se pahachan liya karti thee.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.