Kaghaz kaghaz haraf sajjaya karta hai, Tanhai mai ...

Shayari Wishes

By Deepak | Added 10 Years Ago, 0 shares
Kaghaz kaghaz haraf sajjaya karta hai,
Tanhai main sheher basaaya karta hai,
Kaisa paagal shaks hai saari saari raat,
Deewaroon ko dard sunaya karta hai,
Ro daita hai aap hi apni baatoon par,
Aur phir khud ko aap hansaaya karta hai.
View All Shayari Wishes