Dil Roya, Ashq Beh Gaye,Kya Sila Diya Tune Meri Dostika,Had Ho Gayi Teri Bewafai KiJab Tune Mere Banaye Hue SMs KoApna NaaM Likhkar Mujhe Hi Forward Kiya?
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.