Jindagi kuchh is tarah khamoshiyo se bhar gai, Khojta firta hu dil ka dard par pata nahi, Dard se na jane kyo jhuki jati hai palke bar bar, Our rone me bhi pahle sa maja aata nahi.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.