Kya shikwa karu mai jamane ki, Yaha to najar badal gayi hai apne or begane ki, Kuchh dostone is kadar sath chhora mera, Ki ab taman bhi nahi rahi naye dost banana ki
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.