Unko aankho me bate chhupane ki aadat hai, Har waqt unhe muskurane ki aadat hai, Hamarri najare to unse ja mili, Jinko najar jhuka ke sharmane ki aadat hai
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.