Dil ki bat shayad unse batana hi na aaya, Shayad hame dosti nibhana hi na aaya, Koi unse jake puchhe to sahi ki, Wo khud hi ruthe hai ya hame manana hi na aaya
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.