har nazar mein ek kashish ho thi hai har nazar mein ek chahat hothi hai yeh mumkin nahin har kisi ki liye taj mahel banana lekin har nazar mein ek mumtaz hothi hai
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.